Matikář - naučíme matematiku. Každého.
Betano.cz - nová česká sázková kancelář

Aashiqui Mein Teri (Himesh Reshammiya)

Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri De de dil jaaye na jaan yeh Hain kasam hain meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri Tu meri jannat hain tu hi meri chahat hain Tu meri bechaini tu hi meri raahat hain Tu hi manzil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri Main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon Main teri deewangi mein hadh se gujar chuka hoon Kya bataaun kis kadar main tujhpe marr chuka hoon Tu meri saansen hain tu hi meri dhadkan hain Tu meri madhoshi tu hi meri tadpan hain Tu hi manzil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera Kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera Har ghadi nazar mein hai chehra sirf tera Kya karu main ab nahi hain bas mein dil yeh mera Tu meri tanhaai tu hi meri mehfil hain Tu meri betaabi tu hi mera qaatil Tu hi manzil meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri De de dil jaaye na jaan yeh Hain kasam hain meri Aa aa aashiqui mein teri jaa jaa jaayegi jaan meri