Matikář - naučíme matematiku. Každého.
Betano.cz - nová česká sázková kancelář

Mast Nazroon Se Allah Bachhae (Nusrat Fateh Ali Khan)

Koi dil mein liye armaan chala jaata hai Koi khoye huay ausaar chala jaata hai Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai Mast nazron se Allah bachaye Mahjamalon se Allah bachaye Mast nazron se Allah bachaye Mahjamalon se Allah bachaye Har bala sar pe aa jaye lekin Husn walon se Allah bachaye Inki maasoomiyat par na jaana Inke dhoke mein har giz na aana Loot lete hain yeh muskura kar In ki chalon se Allah bachaye Inki maasoomiyat par na jaana Inke dhoke mein har giz na aana Loot lete hain yeh muskura kar Inki chalon se Allah bachaye Loot lete hain yeh muskura kar Inki chalon se Allah bachaye Loot lete hain ye, loot lete hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Husn waale wafa nahi karte Ishq waale dagha nahi karte Zulm karna to inki aadat hain Ye kisi ka bhala nahi karte Ye loot lete hain, ye loot lete hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain Muhalla hain haseeno ka, ke ki basti hain Ye loot lete hain, ye loot lete hain Loot lete hain yeh muskura kar Inki chalon se Allah bachaye Inki fitrat mein hain be-wafaai Jaanti hain ye saari khudaaee Atche-atcho ko dete hain dhoka Bhole-bhalo se Allah bachaye Atche-atcho ko dete hain dhoka Bhole-bhalo se Allah bachaye Mast nazron se Allah bachaye Mahjamalon se Allah bachaye