Binance

Woh Hata Rahe Hain Pardah (Nusrat Fateh Ali Khan)

Woh hata rahe hain parda Woh hata rahe hain parda Sar-e-baam chupke chupke Woh hata rahe hain parda Sar-e-baam chupke chupke Mein nazara kar raha hoon Sare-e-shaam chupke chupke Ye jhuki jhuki nigaahein Ye hasein hasein isharay Mujhe de rahe hain shayed Woh payam chupke chupke Na dikhaao chalte chalte Yun kadam kadam pe shokhi Koi katl ho raha hai Koi katl ho raha hai Sar-e-aam chupke chupke Kabhi shokhian dikhana Kabhi un ka muskurana Yeh adaaein kar na dalein Mera kaam chupke chupke Ye jo hichkiyan musalsal Mujhe aa rahi hain alam Koi le raha hai shayed Koi le raha hai shayed Mera naam chupke chupke Woh hata rahe hain parda